Search...
jinhen main DhunDhta tha aasmanon mein zaminon mein wo nikle mere zulmat-KHana-e-dil ke makinon mein
SHER
Akhtar Shirani
zindagi kitni masarrat se guzarti ya rab aish ki tarah agar gham bhi gawara hota