اردو हिंदी
Picasso ka mashwara | Shaahi Shayari
picasso ka mashwara

Nazm

Picasso ka mashwara

Saeed Naqvi

;

main ne kal pikaso ki
ye musawwiri dekhi

honT jis mein kale the
aur jis ke sine par

aankh bhi bani dekhi
shayad ek musawwir ko

ye payam dena tha
aadmi banane mein

ehtiyat lazim hai