اردو हिंदी
Sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani | Shaahi Shayari
sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani

Ghazal

Sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani

Zulfiqar Aadil

;

sunte hain jo hum dasht mein pani ki kahani
aazar ka aazar kahani ki kahani

dariya to kahin baad mein daryaft hue hain
aaghaz hui dil se rawani ki kahani

sunta ho agar koi to 'adil' wo dar-o-baam
kahte hain meri naql-e-makani ki kahani