اردو हिंदी
Taaruf | Shaahi Shayari
taaruf

Nazm

Taaruf

Sheerin Ahmad

;

aagahi ne
mujhe dukh ke daere mein

khaDa kar diya hai
main to anjaan hi bhali thi

kyun kisi ne aa kar
mujh se

mera hi taaruf karwa diya