kabhi kabhi hum
abr mein Duba
ek tara ban jate hain
sham ko gardish karne wala
sayyara ban jate hain
chiDiya banna chahte hain
aur tayyara ban jate hain

Nazm
Nazm
Zeeshan Sahil
Nazm
Zeeshan Sahil
kabhi kabhi hum
abr mein Duba
ek tara ban jate hain
sham ko gardish karne wala
sayyara ban jate hain
chiDiya banna chahte hain
aur tayyara ban jate hain