اردو हिंदी
Ijtimai mubasharat | Shaahi Shayari
ijtimai mubasharat

Nazm

Ijtimai mubasharat

Syed Kashif Raza

;

tariKH se ijtimai mubasharat
hum ne khel samajh kar shurua ki

phir shor baDhta gaya
aur hamara shauq dekh kar

hamari burida tariKH
hamari zaujiyat mein di gai

ab us ke bachche kutton se ziyaada hain