اردو हिंदी
Gham ka baadal | Shaahi Shayari
gham ka baadal

Nazm

Gham ka baadal

Fareed Ishrati

;

gham ka baadal gar baras jae to ubhre aaftab
gham-samundar

motiyon ki kan hai
ya rag-e-sang-e-giran-maya ki ek pahchan hai

gham wo aaina ki jis mein aks-e-zulf-e-ambarin
surat-e-arz-o-sama

jalwa-numa
KHwab-e-zar-e-zindagi ke waste gham ka partaw

partaw-e-KHurshid hai
gham ka baadal gar baras jae to ubhre aaftab