ishq par dana nahin mohtaj-e-tahrik-e-jamal
jalne wala jal bujhega sham-e-sozan dekh kar
ai maaz-allah wahshi aur salamat pairahan
sharm daman-gir hoti hai gareban dekh kar

Ghazal
Ishq par dana nahin mohtaj-e-tahrik-e-jamal
Anwari Jahan Begum Hijab