husn aaina fash karta hai
aise dushman ko sangsar karo
Shaikh Zahuruddin Hatim
ilahi tujh se ab kahta hai 'hatim' is zamane mein
sharam rakhna bharam rakhna dharam rakhna karam rakhna
Shaikh Zahuruddin Hatim
ilahi tujh se ab kahta hai 'hatim' is zamane mein
sharam rakhna bharam rakhna dharam rakhna karam rakhna
Shaikh Zahuruddin Hatim
in dinon hum se jo wahshi ki tarah bhaDko ho
ye to milne ka tumhaare kabhu uslub na tha
Shaikh Zahuruddin Hatim
in dinon sab ko hua hai saf-goi ka talash
nam ko charcha nahin 'hatim' kahin iham ka
Shaikh Zahuruddin Hatim
in dinon sab ko hua hai saf-goi ka talash
nam ko charcha nahin 'hatim' kahin iham ka
Shaikh Zahuruddin Hatim
is dukh mein hae yar yagane kidhar gae
sab chhoD hum ko gham mein na jaane kidhar gae
Shaikh Zahuruddin Hatim

