اردو हिंदी
Dagh Dehlvi Shayari | Shaahi Shayari

Dagh Dehlvi Shers

174 Shers

arz-e-ahwal ko gila samjhe
kya kaha main ne aap kya samjhe

the mention of my condition was a complaint thought to be
what was it I said to you, you did not follow me

Dagh Dehlvi




aao mil jao ki ye waqt na paoge kabhi
main bhi ham-rah zamane ke badal jaunga

Dagh Dehlvi




ayaadat ko meri aa kar wo ye takid karte hain
tujhe hum mar Dalenge nahin to jald achchha ho

Dagh Dehlvi




ayaadat ko meri aa kar wo ye takid karte hain
tujhe hum mar Dalenge nahin to jald achchha ho

Visiting my sick bed she, makes this threat to me
I will kill you if you don't get well speedily

Dagh Dehlvi




aad muddat ke ye ai 'dagh' samajh mein aaya
wahi dana hai kaha jis ne na mana dil ka

Dagh Dehlvi


Tags: | 2 Lines Shayari |


aDa maza ho jo mahshar mein hum karen shikwa
wo minnaton se kahen chup raho KHuda ke liye

Dagh Dehlvi




aat ka zaKHm hai talwar ke zaKHmon se siwa
kijiye qatl magar munh se kuchh irshad na ho

Dagh Dehlvi




ahut roya hun main jab se ye main ne KHwab dekha hai
ki aap aansu bahate samne dushman ke baiThe hain

Dagh Dehlvi


Tags: | 2 Lines Shayari |


ane hain jab se wo laila nai mahmil mein rahte hain
jise diwana karte hain usi ke dil mein rahte hain

Dagh Dehlvi


Tags: | 2 Lines Shayari |