اردو हिंदी
Tajziya | Shaahi Shayari
tajziya

Nazm

Tajziya

Shahram Sarmadi

;

aaj jis tanazur mein
kaenat ko dekha

har tarah mukammal thi
pahle itni shiddat se

kab KHayal aaya tha
is qadar akela hun