meri luknat
us qalam ki zaban hai
jis ko
tumhaari ana ne tarasha
aur ye jo gunj hai
mere wajud ke
TuTne ki aawaz hai
koi feminism nahin
bas
be-haisiyati hai
Nazm
Nazm
Shabnam Ashai
Nazm
Shabnam Ashai
meri luknat
us qalam ki zaban hai
jis ko
tumhaari ana ne tarasha
aur ye jo gunj hai
mere wajud ke
TuTne ki aawaz hai
koi feminism nahin
bas
be-haisiyati hai