kyun malal hai itna
haar jit mein tum ko
farq kyun nazar aaya
khel ka natija to
khelne ki lazzat hai
jo tumhaare hisse mein
aur logon ki nisbat
kuchh ziyaada aai hai
phir malal kaisa hai
Nazm
Khel ka natija
Shahryar
Nazm
Shahryar
kyun malal hai itna
haar jit mein tum ko
farq kyun nazar aaya
khel ka natija to
khelne ki lazzat hai
jo tumhaare hisse mein
aur logon ki nisbat
kuchh ziyaada aai hai
phir malal kaisa hai