achanak haDbaDa kar nind se main jag uTTha hun
purana waqia hai jis pe hairat ab hui hai
Shariq Kaifi
ajab lahje mein karte the dar o diwar baaten
mere ghar ko bhi shayad meri aadat ab hui hai
Shariq Kaifi
ajab lahje mein karte the dar o diwar baaten
mere ghar ko bhi shayad meri aadat ab hui hai
Shariq Kaifi
ahut bhaTke to hum samjhe hain ye baat
bura aisa nahin apna makan bhi
Shariq Kaifi
ahut gadla tha pani us nadi ka
magar main apna chehra dekh aaya
Shariq Kaifi
ahut gadla tha pani us nadi ka
magar main apna chehra dekh aaya
Shariq Kaifi
ahut hasin raat hai magar tum to so rahe ho
nikal ke kamre se ek nazar chandni to dekho
Shariq Kaifi