kahin dam-e-sabza-e-gul mila kahin aarzu ka chaman khila
tere husn ko ye KHabar bhi hai main kahan kahan se guzar gaya
Shariq Irayani
na yahi ki zauq-e-nazar mera saf-e-gul-ruKHan se guzar gaya
main teri talash mein bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya
Shariq Irayani
na yahi ki zauq-e-nazar mera saf-e-gul-ruKHan se guzar gaya
main teri talash mein bar-ha mah-o-kahkashan se guzar gaya
Shariq Irayani
aao gale mil kar ye dekhen
ab hum mein kitni duri hai
Shariq Kaifi
ab mujhe kaun jit sakta hai
tu mere dil ka aaKHiri Dar tha
Shariq Kaifi
ab mujhe kaun jit sakta hai
tu mere dil ka aaKHiri Dar tha
Shariq Kaifi
abhi to achchhi lagegi kuchh din judai ki rut
abhi hamare liye ye sab kuchh naya naya hai
Shariq Kaifi