chingariyan na Dal mere dil ke ghao mein
main KHud hi jal raha hun ghamon ke alao mein
Saif Zulfi
ehsas mein shadid talatum ke bawajud
chup hun mujhe sukun mayassar ho jis tarah
Saif Zulfi
kaghaz pe ugal raha hai nafrat
kam-zarf adib ho gaya hai
Saif Zulfi
kaghaz pe ugal raha hai nafrat
kam-zarf adib ho gaya hai
Saif Zulfi
apni KHushiyan bhul ja sab ka dard KHarid
'saifi' tab ja kar kahin teri hogi id
Saifi saronji
apni KHushiyan bhul ja sab ka dard KHarid
'saifi' tab ja kar kahin teri hogi id
Saifi saronji
har mahfil mein ja magar itni kar le jaanch
KHuddari par bhul kar aae kabhi na aanch
Saifi saronji

