kaisa har dam shor hai kaisi chiKH-pukar
do din ki hai zindagi hans kar ise guza
Saifi saronji
kaisa har dam shor hai kaisi chiKH-pukar
do din ki hai zindagi hans kar ise guza
Saifi saronji
main hun ek zarra magar unchi meri zat
mere aage kuchh nahin taron ki auqat
Saifi saronji
tufan aae shahr mein ya koi zalzala
mujh ko kisi bhi baat ka ab Dar nahin raha
Saifi saronji
tufan aae shahr mein ya koi zalzala
mujh ko kisi bhi baat ka ab Dar nahin raha
Saifi saronji
aaj ki raat wo aae hain baDi der ke baad
aaj ki raat baDi der ke baad aai hai
Saifuddin Saif
aap Thahre hain to Thahra hai nizam-e-alam
aap guzre hain to ek mauj-e-rawan guzri hai
Saifuddin Saif

