us se kuchh KHas talluq bhi nahin hai apna
main pareshan hua jis ki pareshani pa
Dilawar Ali Aazar
us se milna to use id-mubarak kahna
ye bhi kahna ki meri id mubarak kar de
Dilawar Ali Aazar
wahi sitara-numa ek charagh hai 'azar'
mera KHayal tha niklega taq se kuchh au
Dilawar Ali Aazar
ai inqalab-e-nau ke ujale kahan hai tu
saDkon pe mere shahr ki kab tak dhuan rahe
Dilkash Sagari
abas ilzam mat do mushkilat-e-rah ko 'rahi'
tumhaare hi irade mein kami malum hoti hai
Divakar Rahi
agar ai naKHuda tufan se laDne ka dam-KHam hai
idhar kashti na le aana yahan pani bahut kam hai
Divakar Rahi
agar maujen Dubo detin to kuchh taskin ho jati
kinaron ne Duboya hai mujhe is baat ka gham hai
Divakar Rahi