اردو हिंदी
Ali Iftikhar Jafri Shayari | Shaahi Shayari

Ali Iftikhar Jafri Shers

4 Shers

awwalin chaal se aage nahin socha main ne
zist shatranj ki bazi thi so main haar gaya

Ali Iftikhar Jafri


Tags: | 2 Lines Shayari |


kisi ki aankh ka tara hua karte the hum bhi to
achanak sham ka tara nazar aaya to yaad aaya

Ali Iftikhar Jafri


Tags: | 2 Lines Shayari |


nind aati hai magar jag raha hun sar-e-KHwab
aankh lagti hai to ye umr guzar jaani hai

Ali Iftikhar Jafri


Tags: | 2 Lines Shayari |


tum kisi sang pe ab sar ko Tika kar so jao
kaun sunta hai shab-e-gham ka fasana sar-e-rah

Ali Iftikhar Jafri


Tags: | 2 Lines Shayari |