اردو हिंदी
Nuqta | Shaahi Shayari
nuqta

Nazm

Nuqta

Saleem Ahmed

;

har taraf se infiradi jabr ki yalghaar hai
kin mahazon par laDe tanha difai aadmi

main simaTta ja raha hun ek nuqte ki tarah
mere andar mar raha hai ijtimai aadmi