zamin atraf ki kali hui jalne lage dewe
hawaen KHushk patton ko gira kar so gain shayad
farishta nind ka naraaz hai mujh se ye kahta hai
bahut din so liye bedar rah kar bhi zara dekho
azan-e-fajr hone tak sitaron ki ada dekho
Nazm
Nind ka farishta
Sarvat Husain

