اردو हिंदी
Dard Shayari | Shaahi Shayari

Dard

100 Shers

dard-e-sar hai KHumar se mujh ko
jald le kar sharab aa saqi

Taban Abdul Hai


Tags: | Sharab | | Saqi | | Dard | | 2 Lines Shayari |


hum aaj rah-e-tamanna mein ji ko haar aae
na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka

Waheed Quraishi