azal se dil hai sajda mein tere abru ke masjid mein
uThata sar nahin ab tak namazi us ko kahte hain
Shaikh Zahuruddin Hatim
azar se aae hath KHali
kise mein dam kuchh na nikla
Shaikh Zahuruddin Hatim
azar se aae hath KHali
kise mein dam kuchh na nikla
Shaikh Zahuruddin Hatim
adan par kuchh mere zahir nahin aur dil mein sozish hai
KHuda jaane ye kis ne rakh andar aag dabi hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
ait-bahsi na kar ai faKHta gulshan mein ki aaj
misra-e-sarw se mauzun hai mera misra-e-ah
Shaikh Zahuruddin Hatim
ait-bahsi na kar ai faKHta gulshan mein ki aaj
misra-e-sarw se mauzun hai mera misra-e-ah
Shaikh Zahuruddin Hatim
as nahin chalta jo us dam un ke upar gar paDe
aashiq o mashuq ko jab ek ja pata hai charKH
Shaikh Zahuruddin Hatim

