siyah raat ke pahlu mein jism ke andar
kisi gunah ki KHwahish ko palte rahna
Sarfraz Khalid
siyah raat ke pahlu mein jism ke andar
kisi gunah ki KHwahish ko palte rahna
Sarfraz Khalid
sunte hain bayaban bhi kabhi shahr raha tha
so shahr bhi ek roz bayaban rahega
Sarfraz Khalid
tamam umr ba-qaid-e-safar raha hun main
tawaf phir kisi kabe ka kar raha hun main
Sarfraz Khalid
tamam umr ba-qaid-e-safar raha hun main
tawaf phir kisi kabe ka kar raha hun main
Sarfraz Khalid
teri duaen bhi shamil hain koshishon mein meri
musibaton ka na Talna ajib lagta hai
Sarfraz Khalid
to dekhen aur kisi ko jo wo nahin maujud
to jaen aur kahin us ne jab pukara nahin
Sarfraz Khalid

