utra tha jis pe bab-e-haya ka waraq waraq
bistar ke ek ek shikan ki sharik thi
Mustafa Zaidi
ahakna meri fitrat mein nahin par
sambhalne mein pareshani bahut hai
Muzaffar Abdali
kashtiyan likhti rahen roz kahani apni
mauj kahti hi rahi zer-o-zabar main hi hun
Muzaffar Abdali
KHuda bhi kaisa hua KHush mere qarine par
mujhe shahid ka darja mila hai jine pa
Muzaffar Abdali
ah-guzar ka hai taqaza ki abhi aur chalo
ek ummid jo manzil ke nishan tak pahunchi
Muzaffar Abdali
et par ek nishan hai shayad
ye hamara makan hai shayad
Muzaffar Abdali
aqi abhi hai tark-e-tamanna ki aarzu
kyun-kar kahun ki koi tamanna nahin mujhe
Muzaffar Ali Aseer

