اردو हिंदी
Jitendra Mohan Sinha Rahbar Shayari | Shaahi Shayari

Jitendra Mohan Sinha Rahbar Shers

20 Shers

chhupe hain sat pardon mein ye sab kahne ki baaten hain
unhen meri nigahon ne jahan DhunDa wahan nikle

Jitendra Mohan Sinha Rahbar


Tags: | 2 Lines Shayari |


aaya unhen pasand to un ka hi ho gaya
kam tha hamare dil se hamara kalam kya

Jitendra Mohan Sinha Rahbar


Tags: | 2 Lines Shayari |