اردو हिंदी
Sitare ka guman | Shaahi Shayari
sitare ka guman

Nazm

Sitare ka guman

Sarvat Husain

;

saya hai gahri chup ka akele makan par
dil mutmain bahut hai magar is guman par

raushan hai ek sitara hamare bhi nam ka
peDon ki choTiyon se udhar aasman par