اردو हिंदी
Nawab Shahabadi Shayari | Shaahi Shayari

Nawab Shahabadi Shers

2 Shers

ehsas mujh ko itna bhi ab to nahin 'nawab'
main ji raha hun aaj bhi ki mar gaya hun main

Nawab Shahabadi


Tags: | 2 Lines Shayari |


jaane kyun dozaKH se bad-tar ho gae haalat aaj
rashk-e-jannat kal talak hindostan mera bhi tha

Nawab Shahabadi


Tags: | 2 Lines Shayari |