اردو हिंदी
Mohammad Zakariyya Khan Shayari | Shaahi Shayari

Mohammad Zakariyya Khan Shers

2 Shers

kya jaaniye kya lutf hai chilman ke idhar aaj
jati hai to phir kar nahin aati hai nazar aaj

Mohammad Zakariyya Khan


Tags: | 2 Lines Shayari |


phir jawani hai abhi kuchh hai laDakpan un ka
do dagha-bazon ke phande mein hai joban un ka

Mohammad Zakariyya Khan


Tags: | 2 Lines Shayari |