sunte hain ki naslon pahle 
chin ki baghi shahzadi ne 
apni duniya tak jaane ke pagal shauq mein 
aangan ki dahliz alangi 
aur galiyan shah-rahen napti 
ek phulwari tak ja pahunchi 
rasmon ke Theke-daron ne 
jurm-e-tamanna ki padash mein hukm sunaya 
ab duniya mein aane wali har hawa ko
        Nazm
Sadiyon pichhe
Mansoora Ahmad

