اردو हिंदी
Sal-girah | Shaahi Shayari
sal-girah

Nazm

Sal-girah

Faiz Ahmad Faiz

;

shaer ka jashn-e-salgirah hai sharab la
mansab KHitab rutba unhen kya nahin mila

bas naqs hai to itna ki mamduh ne koi
misra kisi kitab ke shayan nahin likha