اردو हिंदी
Pyas bhi ek samandar hai | Shaahi Shayari
pyas bhi ek samandar hai

Nazm

Pyas bhi ek samandar hai

Ali Sardar Jafri

;

pyas bhi ek samundar hai samundar ki tarah
jis mein har dard ki dhaar

jis mein har gham ki nadi milti hai
aur har mauj

lapakti hai kisi chand se chehre ki taraf