ai subuk sada nishan, pani ki lahr 
ai gul-e-imkan KHabar mauj-e-hawa 
main ziyan ehsas qatra qatra raat 
tu safar, sakit samundar, daera 
tair-e-lahut ka naghma adam 
ek salib-e-shaKH pe aankhen saza
        Nazm
Nazm
Farooq muztar
        Nazm
Farooq muztar
ai subuk sada nishan, pani ki lahr 
ai gul-e-imkan KHabar mauj-e-hawa 
main ziyan ehsas qatra qatra raat 
tu safar, sakit samundar, daera 
tair-e-lahut ka naghma adam 
ek salib-e-shaKH pe aankhen saza