ek si parwaz
ek se andaz
ek jaisa husn
ek jaisa naz
husn aur nazuki
rang aur parwaz ki
ek jitni umr
laDkiyan hain titliyan

Nazm
LaDkiyan aur titliyan
Hamida Shahin
Nazm
Hamida Shahin
ek si parwaz
ek se andaz
ek jaisa husn
ek jaisa naz
husn aur nazuki
rang aur parwaz ki
ek jitni umr
laDkiyan hain titliyan