wo lamha 
wo pur-shauq o pur-soz lamha 
jo hamrah tere guzara tha main ne 
wahi zindagi tha 
aur ab ye jo muddat se hai aamad-o-shud nafas ki 
usi ek lamha ki qimat hai shayad
        Nazm
Hasil
Iftikhar Aazmi
        Nazm
Iftikhar Aazmi
wo lamha 
wo pur-shauq o pur-soz lamha 
jo hamrah tere guzara tha main ne 
wahi zindagi tha 
aur ab ye jo muddat se hai aamad-o-shud nafas ki 
usi ek lamha ki qimat hai shayad