اردو हिंदी
Fareb-dar-fareb | Shaahi Shayari
fareb-dar-fareb

Nazm

Fareb-dar-fareb

Shahryar

;

din ke sahra se jab bani jaan par
ek mubham sa aasra pa kar

hum chale aae is taraf aur ab
raat ke is athah dariya mein

KHwab ki kashtiyon ko khate hain!