اردو हिंदी
Farar | Shaahi Shayari
farar

Nazm

Farar

Shahryar

;

raat ka bitna din ka aana
kaun si aisi nai baat hai

jis par hum sab
itne afsurda hain

khiDki kholo
us taraf samne dekho

wo khaDi hai chhat par