اردو हिंदी
Ek daraKHt ek tariKH | Shaahi Shayari
ek daraKHt ek tariKH

Nazm

Ek daraKHt ek tariKH

Hasan Nayeem

;

jaise jhuk kar us ne sargoshi mein mujh se ye kaha
wo dayar-e-gharb ho ki gulsitan-e-sharq ho

zulm ke mausam mein bu-e-gul se khilte hain gulab
justuju ki manzilon mein KHwab ki mishal liye

Daliyon par aa ke girte hain thake-mande parind
aashiyan-bandi mein rang o nasl ki tamiz kya

tafriq kya
jabir o majbur ki duniya alag uqba alag