kashti andar
ghur samundar
lahr lahr lahrae
poron andar
nila ambar
ghumar ghumar chakrae
jis ko dekhun
Dubta jae
lauT ke phir nahin aae
gum ho jae
koi nahin pae
Nazm
Bhaari peDon-tale
Anwar Fitrat
Nazm
Anwar Fitrat
kashti andar
ghur samundar
lahr lahr lahrae
poron andar
nila ambar
ghumar ghumar chakrae
jis ko dekhun
Dubta jae
lauT ke phir nahin aae
gum ho jae
koi nahin pae