اردو हिंदी
Na-rasai maqam hoti hai | Shaahi Shayari
na-rasai maqam hoti hai

Ghazal

Na-rasai maqam hoti hai

Madhukar Jha Khuddar

;

na-rasai maqam hoti hai
nim-e-shab-jaan tamam hoti hai

shams ka hum kaha nahin sunte
chhanw mein rind sham hoti hai

aisa us ne kiya mujhe kaamil
bazm-e-gulzar aam hoti hai

jab gali mein teri KHilafat hai
rah arz-e-qayam hoti hai

dar 'KHuddar' chal paDa KHud hi
ab qaza us ke nam hoti hai