kuchh sath diya mera dawa ne na dua ne 
ab jaen kahan DhunDne jine ke bahane 
farhad bhi waqif nahin ab koh-kani se 
be-kar hain farsuda mohabbat ke fasane 
is dida-e-pur-nam mein hai raqsan tera partaw 
mahtab luTata hai samundar pe KHazane
        Ghazal
Kuchh sath diya mera dawa ne na dua ne
Parvin Sheer

