اردو हिंदी
Karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas | Shaahi Shayari
karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas

Ghazal

Karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas

Hatim Ali Mehr

;

karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas karen kya hawas
nahin apna bas nahin apna bas nahin apna nahin apna bas

shab-e-wasl hai shab-e-wasl hai shab-e-wasl hai shab-e-wasl hai
na baje jaras na baje jaras na baje jaras na baje jaras

na gaya junun na gaya junun na gaya junun na gaya junun
hue chhalni bas hue chhalni bas hue chhalni bas hue chhalni bas

tere panw tak tere panw tak tere panw tak tere panw tak
nahin dastaras nahin dastaras nahin dastaras nahin dastaras

wo gale milen wo gale milen wo gale milen wo gale milen
yahi hai hawas yahi hai hawas yahi hai hawas yahi hai hawas

main hun jaan-ba-lab main hun jaan-ba-lab main hun jaan-ba-lab main hun jaan-ba-lab
karo kuchh taras karo kuchh taras karo kuchh taras karo kuchh taras

are soz-e-gham are soz-e-gham are soz-e-gham are soz-e-gham
gaya dil jhulas gaya dil jhulas gaya dil jhulas gaya dil jhulas

ye hai bekasi ye hai bekasi ye hai bekasi ye hai bekasi
nahin ham-nafas nahin ham-nafas nahin ham-nafas nahin ham-nafas

meri aankh se meri aankh se meri aankh se meri aankh se
gaya meinh baras gaya meinh baras gaya meinh baras gaya meinh baras

rahe band hum rahe band hum rahe band hum rahe band hum
na khula qafas na khula qafas na khula qafas na khula qafas

tere ruKH se mah tere ruKH se mah tere ruKH se mah tere ruKH se mah
hua muqtabas hua muqtabas hua muqtabas hua muqtabas

tere hijr mein tere hijr mein tere hijr mein tere hijr mein
hai ghaDi baras hai ghaDi baras hai ghaDi baras hai ghaDi baras

jahan 'mehr' hai jahan 'mehr' hai jahan 'mehr' hai jahan 'mehr' hai
wahin aa ke bas wahin aa ke bas wahin aa ke bas wahin aa ke bas