اردو हिंदी
Ghar hamara jo na rote bhi to viran hota | Shaahi Shayari
ghar hamara jo na rote bhi to viran hota

Ghazal

Ghar hamara jo na rote bhi to viran hota

Mirza Ghalib

;

ghar hamara jo na rote bhi to viran hota
bahr gar bahr na hota to bayaban hota

had I not wept, this my abode, would have been desolate
if sea were not a sea would be a desert incarnate

tangi-e-dil ka gila kya ye wo kafir-dil hai
ki agar tang na hota to pareshan hota

of heart's constriction why complain, this faithless heart surely
if would not be constricted then, would agitated be

baad yak-umr-e-wara bar to deta bare
kash rizwan hi dar-e-yar ka darban hota

after a life of abstinence, he wouldn't make me wait
if only Heaven's doorman was, the sentry at your gate