اردو हिंदी
Bayan apni haqiqat kar raha hun | Shaahi Shayari
bayan apni haqiqat kar raha hun

Ghazal

Bayan apni haqiqat kar raha hun

Abbas Tabish

;

bayan apni haqiqat kar raha hun
wo kahte hain shikayat kar raha hun

kabhi un se kahi thi baat koi
magar ab tak wazahat kar raha hun

bila maqsad nahin ye dekhna bhi
kisi ko KHubsurat kar raha hun