اردو हिंदी
Khud-aziyyati Shayari | Shaahi Shayari

Khud-aziyyati

4 Shers

kiya hai chaak dil tegh-e-taghaful sin tujh ankhiyon nin
nigah ke rishta o sozan sun palkan ke rafu kije

Abroo Shah Mubarak




safar mein har qadam rah rah ke ye taklif hi dete
bahar-surat hamein in aablon ko phoD dena tha

Anjum Irfani




na raha koi tar daman mein
ab nahin hajat-e-rafu mujh ko

Iqbal Suhail




aisa karunga ab ke gareban ko tar tar
jo phir kisi tarah se kisi se rafu na ho

Shaikh Zahuruddin Hatim