yahi dil jis ko shikayat hai giran-jaani ki
yahi dil kar-gah-e-shisha-giran hota hai
Syed Aabid Ali Aabid
yahi dil jis ko shikayat hai giran-jaani ki
yahi dil kar-gah-e-shisha-giran hota hai
Syed Aabid Ali Aabid
ye hadisa bhi hua hai ki ishq-e-yar ki yaad
dayar-e-qalb se begana-war guzri hai
Syed Aabid Ali Aabid
ye kya tilism hai duniya pe bar guzri hai
wo zindagi jo sar-e-rahguzar guzri hai
Syed Aabid Ali Aabid
ye kya tilism hai duniya pe bar guzri hai
wo zindagi jo sar-e-rahguzar guzri hai
Syed Aabid Ali Aabid
kuchh aur koi abr-e-bahaari ko na samjhe
uDta hai ye rumal mere dida-e-tar ka
Syed Agha Ali Mehr
hum dozaKH-e-ehsas mein jalte hi rahenge
ye fikr ka hasil hai basirat ki saza hai
Syed Ahmed Shameem