fil-haqiqat koi nahin marta
maut hikmat ka ek parda hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
gada ko gar qanaat ho to phaTa chithaDa bas hai
wagarna hirs aage than sau gaz ka langoTi hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
gali mein us ki na dekha kabhu kisi ko magar
ajal-girafta koi gah gah nikle hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
gali mein us ki na dekha kabhu kisi ko magar
ajal-girafta koi gah gah nikle hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
ghar-ba-ghar hai wo mast-e-ishwa-o-naz
dar-ba-dar hum KHarab hote hain
Shaikh Zahuruddin Hatim
gulshan-e-dahr mein sau rang hain 'hatim' us ke
wo kahin gul hai kahin bu hai kahin buTa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
gulshan-e-dahr mein sau rang hain 'hatim' us ke
wo kahin gul hai kahin bu hai kahin buTa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim

