ab mera dard meri jaan hua jata hai
ai mere chaaragaro ab mujhe achchha na karo
Shahzad Ahmad
ab to insan ki azmat bhi koi chiz nahin
log patthar ko KHuda man liya karte the
Shahzad Ahmad
ab to insan ki azmat bhi koi chiz nahin
log patthar ko KHuda man liya karte the
Shahzad Ahmad
ab to saf sunta hun apne dil ki har dhaDkan
aur kya dikhaegi ye tawil tanhai
Shahzad Ahmad
agar do dil kahin bhi mil gae hain
zamane ko shikayat ho gai hai
Shahzad Ahmad
agar do dil kahin bhi mil gae hain
zamane ko shikayat ho gai hai
Shahzad Ahmad
ai subh ki kiran mujhe pyari hai tu bahut
tujh se lipaT paDunga agar jagta hua
Shahzad Ahmad

