tujhe is ganw se jaana hai ek din
haweli kyun banana chahta hai
Shahid Ghazi
zalzale ka tha safar jis mein ki masti hum ne
KHushk chaTTanon pe dauDa di hai kashti hum ne
Shahid Jameel
aap ke dam se to duniya ka bharam hai qaem
aap jab hain to zamane ki zarurat kya hai
Shahid Kabir
aap ke dam se to duniya ka bharam hai qaem
aap jab hain to zamane ki zarurat kya hai
Shahid Kabir
e-sabab baat baDhane ki zarurat kya hai
hum KHafa kab the manane ki zarurat kya hai
Shahid Kabir
gham ka KHazana tera bhi hai mera bhi
ye nazrana tera bhi hai mera bhi
Shahid Kabir
gham ka KHazana tera bhi hai mera bhi
ye nazrana tera bhi hai mera bhi
Shahid Kabir

