اردو हिंदी
Shadmani ka farishta | Shaahi Shayari
shadmani ka farishta

Nazm

Shadmani ka farishta

Sarvat Husain

;

shadmani ke farishte
subh mein chehra hai kis ka

jhilmilati sham kya hai
chaman mein wo jo aati hai

us pari ka nam kya hai